Tuesday, October 21, 2008

Guncha


They say, Music is the literature of the heart; it commences where speech ends. Apparently, there is a need for rhythm in life… the need is a deep one, transcending thought, and disregarded at our peril.

I'd like to give a virtual honorary to the singer, Mohit Chauhan for singing truly with his heart out and giving life to the beautiful lyrics. "Heartfelt"

Lyrics to the beautiful song: Guncha (meaning flower bud or blossom)

guncha koi, mere naam kar diya -2
saki ne phir se mera, zaam bhar diya -2
guncha koi……

tum jaise koi nahi, is jahan main -2
subeh ko teri zulf ne, shaam kar diya -2
saki ne phir se mera, zaam bhar diya
guncha koi……

mehfil main baar baar idhar, dekha kiye -2
aankhon ke zazeeron ko mere, naam kar diya -2
saki ne phir se mera, zaam bhar diya
guncha koi……

hosh Bekhabar se hue, un ke bager
hosh Bekhabar se hue, un ke bager -2
wo jo humse keh na sake, dil ne keh diya -2

saki ne phir se mera, zaam bhar diya
guncha koi……

guncha koi, mere naam kar diya
saki ne phir se mera, jaam bhar diya -2

No comments: